Mutradif Alfaz Ki Tareef
Kuch alfaz aapas mein hum maani hote hain aise alfaz ko Mutradif
Alfaz kaha jata hai.
Saada alfaz mein, Mutradif Alfaz aise alfaz ko kehte hain jin
ke maani ek jaisay ya bohat qareeb hotay hain. In alfaz ko ek doosre ki jagah
istemal kiya ja sakta hai.
Misaal:
- “Ranj” (رنج) ka mutradif hai “Alm”
(الم).
- “Zillat” (زلت) ka mutradif hai “Ruswai” (رُسوائی).
Urdu mein istemal hone wale mutradif alfaz ki tadad bohat
zyada hai.
Mutradif Alfaz Ki Fehrist (مترادف الفاظ کی فہرست)
Alfaz (الفاظ) Mutradif (مترادف)
Aaghaz (آغاز) Ibtida (ابتدا)
Aaram (آرام) Aasaish (آسائش)
Aasan (آسان) Sahal (سہل)
Ameer (امیر) Maldar (مالدار)
Aas (آس) Umeed (امید)
Ahmaq (احمق) Bewaqoof (بیوقوف)
Aadmi (آدمی) Insan (انسان)
Andhera (اندھیرا) Tareeki (تاریکی)
Baagh (باغ) Chaman (چمن)
Badan (بدن) Jism (جسم)
Bemar (بیمار) Mareez (مریض)
Paraya (پرایا) Ghair (غیر)
Purana (پُرانا) Qadeem (قدیم)
Pukhta (پختہ) Mazboot (مضبوط)
Pagal (پاگل) Deewana (دیوانہ)
Dagha (دغا) Fareb (فریب)
Ranj (رنج) Alm (الم)
Zahid (زاہد) Muttaqi (متقی)
Tahammul (تحمل) Burdbaari (بردباری)
Hairat (حیرت) Tajjub (تعجب)
Zillat (زلت) Ruswai (رُسوائی)
Khasara (خسارہ) Nuqsan (نُقصان)
Adawat (عداوت) Dushmani (دشمنی)
Zoja (زوجہ) Ahliya (اہلِیَہ)
Rishta (رشتہ) Nata (ناتا)
0 Comments
Post a Comment